ROOTH KER KUCH AUR BHI HASEEN LAGTY HO
BUS YEHI SOCH KAR TUM KO KHAFA RAKHA HAI
Hindi Sorry SMS
ROOTH KER KUCH AUR BHI HASEEN LAGTY HO
BUS YEHI SOCH KAR TUM KO KHAFA RAKHA HAI
Mere kuch lafz aise hain,
Jo apni band aankhon se,
Tere dil ki her ek tehreer parhty hain,
Woh hain to lafz he lekin,
Woh ek taqdeer rakhty hain,
Kabhi jo rooth jao tum,
Na mujhse maan pao tum,
To tumko woh mananay ki,
Her ek tadbeer rakhty hain,
Mere kuch lafz aise hain.
Muhabbat aazmani ho
to bus itna he kafi hai.
Zara sa rooth kar dekho,
Mananay kon aata hai.
Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata,
Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.
Dosti main dooriyan to aati rehti hain
Phir bhi dosti dilo ko mila deti hai
Wo dosti hi kiya jo naraz na ho
Per sachi dosti dosto ko mana laiti hai
jo bhi mila woh ham se khafa mila
dekho dosti ka kya sila mila
umar bhar rahi faqat wafa ki talash
par har shaks mujh ko bewafa mila
Kr Dena Maaf Mjhko Dilse,
Agar Tora Ho Kabhi Dil Aapka
Zindagi Ka Kiya Barosa Kal Kafan Mai Lipta Miley Aapko Ye Chehra Mera.
I am s0rry f0r all my mistaks.
Tum hasti ho mujhe hasane k liye
Tum roti ho mujhe rulane k liye
Tum ek bar rooth kar to dekho
Mar jayen gay tumhain manane k liye
Aapas mein galatiyon ko darguzar kiya karo.
Qk
Darguzar na karo ge to mohbbat khatam ho jae gi,
Jab mohbat khatam hogi to rabita toot jae ga
Jab rabita toot jaiga to fasla ho jae ga.
Or yei fasla 1 din tumhare rishte ko tor de ga.
:
HAZRAT ALI ‘
Is kadar humari chahat ka imtihan na lijiye,
Kyon ho humse khafa ye biyan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gaye humse khata,
Yun sms na bhejkar humain saza na dijiye
Teri dosti hum is tarah nibhayenge,
Tum roz khafa hona hum roz manayenge,
Par maan jana manane se,
Warna yeh bheegi palkein le ke kahan jayenge?
SORRY… SORRY… SORRY…SORRY…
Dont get confused ,Arey Baba SORRY means:
S-Some,
O-One Is,
R-Really,
R-Remembering
Y-You…..
Have A wonderful day….
Khawab na tute, dil na tute
Aap na hamse ruthe
Baat na tute, saath na chute
Hamare beech ka ye fasla to tute