Mujhy Aazad Kar Do Na
Na Do Ab Hosla Mujh Ko,
Bata do Raasta Mujh Ko,
Meri Banjar C Aankhon Me
Meri Be~Taab SaanSon Me
Koi To Rang Bhar Do Na
Mujhy Aazad Kar Do Na,
Mujhy Aazad Kar Do Na
Hindi Cool/Decent SMS
Mujhy Aazad Kar Do Na
Na Do Ab Hosla Mujh Ko,
Bata do Raasta Mujh Ko,
Meri Banjar C Aankhon Me
Meri Be~Taab SaanSon Me
Koi To Rang Bhar Do Na
Mujhy Aazad Kar Do Na,
Mujhy Aazad Kar Do Na
Kabhi kushi kabhi gam
(Mere sms na hoga kam)
Kabhi alvida na kahna
(Sms karte rahna)
Dhoom
(Mere sms padke joom)
Hera pheri
(Ab tumhari bari)
merey moula ney mujhey chahato ki saltanat di hay…pehli muhabbat ka khasara sath rehta hay…safar main mumkin hay main khud ko chor don laiken… duayen karney walon ka sahara sath rehta hay
Zamana dost ho jaey to bohat mohtat ho jana…
Kisi k rang badalney main zara si dair lagti hay…
Koi jo khawb dekho to ussey foran bhulla dena…
Ke neenden toot janey main zara si dair lagti hay…
Kisi ko dukh kabhi dena to itna soch kar dena…
Kisi ki aah lagney main zara si der lagti hay…
Bohat hi mo’tabar hain jin ko muhabbat raas aa jaey…
Kisi ko raah badlney main, zara si der lagti hay………
Agar ek bar hichki aye to samajhna k i m remembering u
Agar 2 bar aye to samajhna i want to meet u
Agar 3 bar aye to samajhna i miss u
Agar phir aye
To plz pani pi lena mujhay aur bhi kam hain…
Girls Can Never Be Equal To Boys..!!
.
.
Because It Takes Courage
To Wear The Same Cloths
For A Week & Still Think,
.
.
.
.
“Abhi To Kapde Thik Thak Hain,
2 Din Aur Chalenge..!!” ;-) :-P :!!
Jiske liye humne saari hadain paar kar di Faraz
aaj usne hi keh diya apni hadd main raha karo
Kaun kehta hai dost ki tumse humari judaai hogi,
Yeh afwaah zaroor kissi dushman ne uraayi hogi,
Shaan se rahenge tumahre dil mein hum,
Itne dino mein kuch toh jagah banayi hogi.
Dunya main kabhi kisi achay insan ko talash mat karo…
Balkay khud achay ban jao,
Hosakta hai k ap k is amal se kisi aur ki talash khatam hojaye..
Lab Pe Hi Rukti Hai Baat Aate Aate
Neend To Nahi Aati Sapnay Bohat Hain Aate
Hum To Hain Phasay Ik Haseen Uljhan Mein
Kaash Woh Aakar Iseh Suljhaate
na Gubaar me.n na gulaab me.
n mujhe dekhanaa mere dard kii aab-o-tab me.
n mujhe dekhanaa kisii vaqt shaam malaal me.
n mujhe sochanaa kabhii apane dil kii kitaab me.
n mujhe dekhanaa kisii dhun me.
Unki Nigahe Kya Kamal Karti He
Kabhi Haqiqat To Kabhi Afsane Bayan Karti He
Tham Si Jati He Us Pal Dhadkane
Jab Unki Jhuki Palke Mohobbat Ka Izhaar Karti Hai.
Yeh mere pichle janam ke karam hai,
Yah bhagwan mujhpe meherban hai,
Aapko banaya usne phursat mein,
Lekin humse milaya hakikat mein,
Hum khud ko khusnasib samajhte hai,
Aur bhagwan ko sukriya khete hai.