Mujhe chand kehti thi MAA
Sada choomti rehti thi MAA
Main khush rahon is liye
sary dukh sehti thi MAA
Hoti thi srdi bht mgr
mery kpry dhoti thi MAA
LOVE YOU MOM.
Hindi Mother’s day SMS messages collection for mom/mum (10 May)
Mujhe chand kehti thi MAA
Sada choomti rehti thi MAA
Main khush rahon is liye
sary dukh sehti thi MAA
Hoti thi srdi bht mgr
mery kpry dhoti thi MAA
LOVE YOU MOM.
Maa se rishta aisa banaya jaae,
Jisko nigaaho me bithaya jae,
Rahe uska mera rishta kuch aisa ki
Wo agar udaas ho to humse bhi muskuraya na jaae
Ya RABB Meri MAA ko Lazawaal rakhna,
Main rahon na rahon Meri MAA ka khayal rakhna.
Meri Khushiyan bhi le le, Meri Saansain bhi le le,
Magar meri MAA k gird Sada Khushiyon ka Jaal Rakhna.
Maa ki mamta k bhi kuch andaz hote hain
jagti ankhon main bhi kuch khawab hote hain
zarori nahi ki gham main hi aansu nikle,
muskurahte aakhon main bhi sailaab hote hain
Jb hum bohlna nhi jante they tu hamara
boley bina MAA hamari batoon ko samajti thi
OR AJJ
Hum har bat pe kehtey hen choro Ammi aap Nhi
Samjhogi
( MAA , BAAP )
K LIYE SUB KO CHHOR DENA,
LEKIN SUB K LIYE MAA BAAP KO MAT CHHORNA
Q , K
JAB MAA BAAP ROTY HAIN TO FARISHTON KO BHI RONA AATA HAI,
DUA ne kaha,
MAA wo hasti hai jo Gunah gaar Olad ko b Dozak se bacha leti hai,
JANNAT ne kaha,
MAA wo hasti hai k jo mujhko b Qadmon k nichy daba deti hai,
RAB ne kha,
MAA meri taraf se insan k liye Qimti or nayab tohfa hai,
My sms 4 all youngsters never break the heart of parents..!
Zindgi me 2 logo ka bohat khyal rakhen…
1. Wo jinho ne ap ki jeet k liey sab kuch hara ho(Baap)
2. Wo jis ko ap ne har dukh sukh me pukara ho(Maa)
Maan ki baat jaan le jo,
Aankhon se parh le jo,
Dard ho chahe khushi,
Aansoo ki pechan kerle jo,
Wo hasti jo bepanna pyaar kare,
Maa hi to hai wo jo bacho ke liye jiye.
kesi ni pucha maa koun hai?
Shaahar ni kaha : Maa asi gazal hai jo har dil mein sama jati hai.
Setaro ni kaha : Maa mohabbat ka setara hai.
Asman ni kaha : Maa zamen par allah ka kubsoorat tohfa hai.
Neend apni bhula kar “SULAYA” hum ko..
Ansoo apne gira kar “HASAYA” hum ko..
Dard kabhi na dena uss “HASTI” ko.
Zamana kehta ha “MAA” jiss ko.
~**~**~
Nind apni bhula ke sulaya humko,
Aansu apne gira ke hasaya humko,
Dard kabhi na dena uss khuda ki tasvir ko,
Zamana ma-bap kehta hai jinko.
><"MAA">< "Maa" ka anchal, Dhoop me badal, // Maa ki bahein, Neend ki rahein, // Maa ka daman, Hansta sawan, // Maa ka gussa, Piyar ka hissa, // Maa ki mamta, jeevan hansta, // Maa khud kiya hai, Ek "Dua" hai. //// "Måàààå" Tujhy $ÅLÅAM
Dua,
Saaya,
Dost,
Humdard,
Rehnuma,
Ustad,
Be-Gharz,
Masoomiyat,
Ibaadat,
Imaan,
Diyanat,
Jazba,
Jannat,
Ye sab Meri MAA ki khubiyon ki Ek Jhalak hai.