Sapno ki tarah aakar chale gaye,
Apno ko bhulakar chale gaye,
Kis bhol ki saza di aapne humain,
Pehle hansaya phir rulakar chale gaye.
Hindi Break up SMS
Sapno ki tarah aakar chale gaye,
Apno ko bhulakar chale gaye,
Kis bhol ki saza di aapne humain,
Pehle hansaya phir rulakar chale gaye.
Tum mujhe bhool kar to dekho
Har khushi routh jayegi,
Jab akele tum baithoge
Khud ba khud meri yaad aayegi,
Hindi Break up SMS Messages Collection contains hindi break up sms, urdu break up sms and break up sms in hindi / urdu.
Kabhi kahaa na kissi se tere fasaane ko
Na jaane kaise khabar ho gayi zamaane ko
Sunaa hai ghair ki mehfil main tum na jaaoge
Kaho to aaj sajaa loun gareebkhaane ko
Woh To Deewane The Jo Tanha Chhor Gaye
Wo Na Ruk Sake To Ankho Mein Apna Saaya
Chhor Gaye Hume Gham Hai Is Baat Ka Ke
Woh Dil Se Kiya Wada, Hathon Se Tor Gaye…
Bohot dair kardee tunay mairee dharkan mehsoos karny me
AAj wo dil bhi neelaam hogaya jisy log anmol kehtay thay
Pal Pal Uska Sath Nibhate Hum,
Ek Ishare Par Duniya Chod Jate Hum,
Samundar Ke Beech Mein Pahunch Kar Fareb Kiya Usne,
Wo Kehte To Kinare Par Bhi Doob Jate Hum
chale gaye hai dur kuch pal k liye,
magar karib hai har pal k liye,
kise bhulayenge aapko ak pal k liye,
jab ho chuka hai pyar umar bhar k liye…..
Toot gai neend khuwab wohi hai,
Dur rehtay hain par ihteram wohi hai,
Jantay hain mil nahi saktay magar,
In aankhon main intezar wohi hai,
Hijar k Mausm mai yeh Barish ka barasna kaisa?
Ek sehra se samandar ka guzarna kaisa?
Ae mery DiL na pareshan ho tanha hoker
Wo tery sath chala kab tha ‘Bicharna kaisa?
tum ko dekha to yeh khyal aya
zindagi dhoop tum ghana saya
aaj phir dil ne ik tamanna ki
aaj phir dil ko hum ne samjhaya
tum chale jao ge to sochen ge
hum ne kya khoya hum ne kya paya
Uski yad mein guzarti meri har sham thi,
Mere dil se nikli har dua uske nam thi.
Ab mujhko ilzam na do bewafai ka yaro,
Mere hathon ki lakeeron mein wafa aam thi.
Ansoun ki tarha nazaron se giraya usne
Apni khabar na mili kuch aisay khak
me milaya us ne Ilzam mujhe pe lagaya
magar bewafa khud tha Pehle dewana
Banaya phir mujhe thukraya us ne Us
ko maza ata hai mujh ko sataney me
Mujhe geeli lakri ki tarha jalaya us
ne Aya na tha.