Advertisement

Tujhko apna bana liya maine

Dil ki tadap ko kaise lafjo mein bayan karoon,
Teri yaad ko kaise apne dil se juda karoon,
Dil hi dil mein tujhko apna bana liya maine,
Tujh bin guzara kaise main mere meherba karoon.

Advertisement