Dil ki aawaz ko izhaar kehte hai,
jhuki nigah ko ikrar kehte hai,
sirf paane ka naam ishq nahi,
kuch khone ko bhi pyar kehte hai
Hindi Love SMS Messages Collection
Hindi Love SMS
behen bhai ban jaeen gay
Kon kehta hai pyaar may pakray jaeen gay?
Waqt aanay per behen bhai ban jaeen gay.
muhabbat
Raaz keh dete hain nazuk se ishare aksaar,
Itne hassas muhabbat ki zabaan hote hai.. .
Teri har ada mohabbat si lagti hai
Teri har ada mohabbat si lagti hai,
Ek pal ki bhi judai muddat si lagti hai,
Pehle nahi socha tha aab sochne lage hai,
Jindgi mai har pal teri jaroorat si lagti hai.
Hum kehte hain ke ishq itna karo
Log kehte hain ke ishq itna mat karo,
Ke husn sar pe sawar ho jaaye,
Hum kehte hain ke ishq itna karo,
Ke patthar dil ko bhi tumse pyaar ho jaye……
Tujhe aayi ho bade jor se SUSU
Kash mere dardo ki tujhe aesi saja mile,
Tujhe aayi ho bade jor se SUSU,
Aur kahi karne ki jagha na mile
Koi khushi na rahegi
Tum khafa hogaye to koi khushi na rahegi,
Tere bina chirago mein roshni na rahegi,
Kya kahe kya guzregi dil par,
Zinda to rahenge par zindagi na rahegi.
Mujhe mar jane do
Mujhe mat roko mujhe yaar ke ghar jane do
Us ko pana hi meri zindagi ka maqsaad hai
Agar wo milta hai mujhe mar ke to mar jane do
Patthar bhi pighal jata hai
Pyaar ki aanch se to patthar bhi pighal jata hai,
Sache dil se sath de to naseeb bhi badal jata hai,
Pyaar ki rahon par mil jaye sacha hamsafar,
To kitna bhi gira hua insaan bhi sambhal jata hai.
Mohabbat ki shamma
Mohabbat ki shamma jala kar to deikho,
Zara dil ki dunia ko saja kar to deikho,
Agar ho na jaye mohabbat to kehna,
Zara hum se nazrain mila kar to deikho.
Bhulna hamari aadat nahi
Bhulna hamari aadat nahi,
Yaaddas chali jaye to aur baat hai,
Aap ki yaad aati hai har sans ke sath,
Sans toot jaye to aur baat hai.
Bhool jana hame
Aapki palkon pe khawab rakh gaya koi
Aapki saanson pe naam likh gaya koi
Chalo vaada hai aapse bhool jana hame
Agar humse achha dost aapko mil gaya koi
Yaad karte hai tumhe tanhai mein
Yaad karte hai tumhe tanhai mein,
Dil doba hai ghamo ki gehrai mein,
Hume mat dhodna duniya ki bhid mein,
Hum milenge tumhe tumhari parchaai mein.