Har waqt tum ko yaad karta hu,
Ha main tumsein pyaar karta hu,
Kyun tum mujhse khafa ho,
Main tum pai hi to marta hu.
Hindi Love SMS Messages Collection
Hindi Love SMS
Tumhare ruth jaane ke baad
Royengi ye aankhein muskuraane ke baad,
Aayegi raat din dhal jaane ke baad,
Tum kabhi naa ruthnaa mujhse ae yaar,
Shayad ye zindagi hi na ruth jaaye,
Tumhare ruth jaane ke baad.
Aapke msg ka intezaar
Tumhari yaadon ki mehek in hawaon mein hai,
pyar hi pyar hi bikhra in fizao mein hai,
aisa na ho ki duriya dard ban jaye,
ab to aapke msg ka intezaar niaghon mein hai.
Dil se dil na jaane kab mil jate hai
Kuch rishte anjane mein ho jate hai,
pehle dil phir zindagi se jud jate hain,
kehte hai uss daur ko dosti,
jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai
Hum na hote gazal kaun kehta
Hum na hote gazal kaun kehta,
Tere es chehere ko kamal kaun kehta,
Yeh to karishma hai meri mohabbat ka,
Warna en pattharon ko taj mahal kaun kehta.
Wada na karo agar tum nibha na sako
Wada na karo agar tum nibha na sako,
Chaho na usko jise tum pa na sako,
Dost to duniya me bahot hote hai,
Par ek khas rakho jiske bina tum muskura na sako.
Jab dil me ho aap harpal ke liye.
Chale gaye ho dur kuch pal ke liye,
Dur rehkar bhi karib ho har pal ke liye,
Kaise yaad na aaye aapki ek pal ke liye,
Jab dil me ho aap harpal ke liye.
Aap ke SMS ki kya baat hai
Aap ke SMS ki kya baat hai,
Aap ke SMS lajawab hai,
Ab phone bhi karo janemann,
Hume pata hai,
Aapki aawaz main bhi kuch baat hai.
Har khamosi ka matlab inkar nahi hota
Har khamosi ka matlab inkar nahi hota,
Har nakamyabi ka matlab haar nahi hota
Kya hua hum aapko pa na sake ?
Sirf pane ka matlab pyar nahi hota.
Humse aaya na gaya
Humse aaya na gaya,
Unse bulaya na gaya,
Faasla phir dosti aur pyar ka,
Dono se mitaya na gaya.
Agar apka ghar itni dur na hota
Chand pe agar noor na hota,
Toh tanha maan majboor na hota.
Khuda ki kassam hum aapse milne roz aate,
Agar apka ghar itni dur na hota.
Guldasta banana chaaha
Guldasta banana chaaha,
Par gul hi na mile.
Gul ki parwah na ki hamne,
Aap ke liye apna dil rakh diye.
Apne aap ko badal dala
Badalte is zamane ne sabko badal dala,
Khawab aur khayal ko badal dala,
Par unhein na badal saka koi,
Jinke liye humne apne aap ko badal dala.