Advertisement

khuwaab saath rehne ki nit naye dekhata hai

khuwaab saath rehne ke nit naye dekhata hai…
ye jo asal mausam hai ye guzarta jaata hai…

khud ko sabz hi rakha aansoun ki baarish mein…
warna hijar ka mausam kis ko raas aata hai…
to hawaon ka mausam tujh ko kiya khabar janaan…
gard-e-badgumaani se dil toot bhi jaata hai…

Advertisement