Advertisement

manzelain bhi uski then rasta bhi uska tha

Manzelain bhi uski then, rasta bhi uska tha
Ek mai akela tha qafila bhi us ka tha
Sath sath chalney ki soch bhi uski thi
Phir rasta badalny ka faisla bhi uska tha
Aaj kion akela hon, Dil sawal karta hai
Log tu usi ke tay, kia Khuda bhi uska tha

Advertisement