Advertisement

Apni hasi barbad na kar

Guzri hui zindagi ko kabhi yaad na kar,
Taqdir mein jo likha hai uss ki fariyad na kar,
Jo hoga woh ho kar rahega,
Tu fikr mein apni hasi barbad na kar.

Advertisement