Advertisement

Irshade Nabwi (S.A.W) hai

Irshade Nabwi (S.A.W) hai
jo Imaanatdar nahi wo kamil imaan wala nahe
Jis ka wazo nahi uski namaz nahi, jo namaz na parhay uska koi deen nahi
Namaz ka darja deen me aisa he hai jase sir ka darja badan me hai
yani jase sir k bager insan zinda nahi rah sakta usi tarha namaz k bager deen baki nahi rah sakta.

Advertisement