Advertisement

Karti kya hain ishaara

Jhooki jhooki palaken.
Karti kya hain ishaara,
Kayamat chaa jaati hai,
Uthao na tum lajja ka jo ghoongat..
Zindagi ka koi kona na raha an khalisa,
Dekha tumhe jab gumsum yoon kin khayalon mein,
Haya aur lajja ki yeh sehleej…
Seekh deti.. Paar kar deti har uljhan..!


Dhua ooda raha hai sama,
Vaadish ki ranjaaish mein,,
Jo kashish hai tumhari..
In natkhati adaaon mein,
Dhakta hai badan jab badalon ki rumaish mein,
Othta hai har kadam teri hi,
Parchayon ki taraf!

Janee kya umang jagti hai..
Tumhari in shonkh adaon mein
Milakar kar detin hain jaane
Jaise chand aur suraj.. Ka mail na hona
Tere aur mere bandhan mein koi khinchaav sa hona!

Advertisement