Advertisement

Mubarak ho aapko Baree EID ki khushiyan…

Woh janwaron ki khushbu,
Woh gobar ki badbu,
Woh suzuki main mandi jana,
Aur janwaron ke sath latak kar wapas aana,
Woh pinduon ke nakhray,
Aur hamara satana,
Dil pasand ke bachhray,
Lasani ki bachhriyan,
Mubarak ho aapko Baree EID ki khushiyan…

Advertisement