Advertisement

Gham chupana padta hai

Iss bedard zamaane se har gham chupana padta hai,
Zakhm hazaaron ho dil pe phir bhi muskurana padta hai,
Dekh kar yeh badon ki duniya mere dil ke kone mein,
Ek chota sa bachcha bada hone se darta hai,
Aisa lagta hai ki har imtihaan ko hamara hi pata de diya hai,
Tum se door jaa raha hoon jaane kaise jee paonga,
Dil se aawaz dena mujhe, waqt nahi hoon laut aaunga,
Naam mein kya rakha hai hum toh tumhare deewane hai,
En majnuon pe dhyaan mat do yeh toh jalti shama ke parwaane hai.

Advertisement