Advertisement

Dard se dosti ho gayi

Dard se dosti ho gayi yaaroo,
Zindagi bedard ho gayi yaaroo,
Kya huwa jo jal gaya aashiyana hamara,
Door tak roshni to ho gayi yaaroo.

Advertisement