Advertisement

Apnay pyaar per naaz hota hai

Har dharkan mein ek raaz hota hai,
Baat ko batane ka ek andaaz hota hai,
Jab tak thokar na lage bewafai ki,
Har kisi ko apnay pyaar per naaz hota hai.

Advertisement