Advertisement

uS ki aadat ka zara ye pehlo tu dehko!

Wo Apni Saari nafratin mujh pay lutata raha
Mera dil jis ko sada muhabatin sikha tha raha

Us ki aadat ka zara ya pehlo tu dekho!
Mujh se kiay waday wo kisi aur se nibhata raha

Kuch khbar nahi wo shaks kiya chahta tha
Ka taaluq thor kar bhi mujh ko aazmata raha

Tootay hoi taaluq main bhi ketni mazbooti ha “FARAZ”
Main jitna bhulata raha wo utna yaad ata raha

Advertisement