Hindi Mother's day SMS Messages Collection

Advertisement

Hindi Mother’s day SMS messages collection for mom/mum (10 May)

Hindi Mother's Day SMS messages collection following sms / text messages for mothers day in hindi maa sms, mata sms, Hindi mom sms messages, Hindi sms for mom, Hindi mum sms, Hindi happy mothers day sms greetings

Advertisement

Maa ka wajood

kesi ni pucha maa koun hai?
Shaahar ni kaha : Maa asi gazal hai jo har dil mein sama jati hai.
Setaro ni kaha : Maa mohabbat ka setara hai.
Asman ni kaha : Maa zamen par allah ka kubsoorat tohfa hai.

MAA Qimti or nayab tohfa hai

( MAA , BAAP )

K LIYE SUB KO CHHOR DENA,

LEKIN SUB K LIYE MAA BAAP KO MAT CHHORNA
Q , K

JAB MAA BAAP ROTY HAIN TO FARISHTON KO BHI RONA AATA HAI,

DUA ne kaha,

MAA wo hasti hai jo Gunah gaar Olad ko b Dozak se bacha leti hai,

JANNAT ne kaha,

MAA wo hasti hai k jo mujhko b Qadmon k nichy daba deti hai,

RAB ne kha,

MAA meri taraf se insan k liye Qimti or nayab tohfa hai,

My sms 4 all youngsters never break the heart of parents..!

Advertisement